Nabi na thy magar insan pe jan charkte te,
Suna hy agly zamany ke log achai te,
Wo bastian bhi ajab thi wo hastian bhi ajab,
ke andion main bhi jin ke charag jalte te,
Unhon ne muj se kaha ta kisi se lo na laga,
ujar ke soch raha hun wo log sachai te,
khud apni zat ka ghum bhi shareek hal raha,
wagarna hum tere ghum se kahan behelte te,
wo sheher kya hoye jin ke barhena tan basi,
rawaye bargh ko maloboss jan samajte te,
wo door beat gaya jub tere bagair bhi
tamam sheher ke raste udass lagte te,
wo lafz bhool gaye jin ke ayinon main khabi,
tere badun ke khado khal tak utarte te,
wo ankh buj gayi jis ki kiran kiran ke liye,
khabi khabi to tere hont bhi taraste te,
wo seher toot gaya jis ke asry pe khabi ,
hum asman ko bhi tere gali samajte te,
wo rung root gaya jo hawa e sham ke sath,
tere khunak lab o rukhsar pe bekarte te,
Tu kal edhar se jo guzra to ehl e sheher ke sath,
Bura na man ke hum khud bhi tuj pe hanste te

Comments
Post a Comment