Kuch to majbooriyaan raheen hoongee yoon koi bewafa nahi hota guftugoo on se roz hotee hai muddatoon samna nahi hota ji buhat chahta hai sach bolain kia karain hosla nahi hota raat ka intizar kaun karey aaj kal din main kia nahi hota
خوبصورت اور بہترین اشعار کا مجموعہ