1.Phool banney ki khushi mein muskurayi thi ik kali
Kia khabar thi keh yeh tabassum mot ka paigham hai.
2.Khood piaas ka sehra hon, magar dil ki yeh zid hai
Har dost peh sawan ki tarah toot key barson
3.Dil ki choton ne kabhi chain se rahne na dia
Jab chali sard hawa mein ne tujhe yaad kia
4.Yeh hadain na tor dena mare dairey mein rehna
Mujhey apne dil mein rakhna, mere haafze mein rehna
5.Raat ko sotey hain, tasweer sar hane rakh kar
Dard uthta hai to seeney se laga letey hain
6.Un key aaney se jo aajati hai munh peh ronaq
Wo samjhey hain keh bimaar ka haal acha hai
7.In barishon se dosti achi nahi faraz
Kacha tera makan hai kuch to kheyal kar

Comments
Post a Comment