1.Mera aangan to bajuz terey mahakta hi nahi
Bar ha dekha hai phoolon key hawaley kar key
2.Mujh se karta tha na milne ke bahane ketne
Ab guzarey ga merey sath zamaney ketne
3.Yun hi mosam ki ada dekh key yaad aaya hai
Kis qadar jald badal jatey hain insaan jana.n
4.Hua hai wo agar munsif to Amjad ahteatan hum
Saza tasleem kartey hain kisi ilzaam se pehley
5.Mein gira tha to buhat log rukey the lekin
Sonchta honk Ih mujhey aaye uthaney ketne
6.Bheer lag jati hai, jaltey hoye ghar key aagey
Log aatey hain, magar aag bujhane ketne
7.Pahari silsiley charon taraf aur beech mein hum hain
Missal-e-gohar nayab hum pathar mein rehte hain.

Comments
Post a Comment