Aurat!
Hawwa Ki beti
aur
bint e peghambar e awwal
itni majbur!
itni bebas!
aankhein hain!
magar beenayi nahi
zubaan hai!
magar quwat e goyaei nahi
bazahir haath hain
magar qalm katey huwe
pairun main rishtun ki zanjeer pehne
dil main shoq e parwaaz liye
dhundti rehti hai umr bhar
kabhi beti,
kabhi biwi,
kabhi maa ban kar
goud se le kar gour tak
dhunti rahi magar
na mila kahin bhi usko
apna maqaam!
apna ghar!
Hawwa Ki beti
aur
bint e peghambar e awwal
itni majbur!
itni bebas!
aankhein hain!
magar beenayi nahi
zubaan hai!
magar quwat e goyaei nahi
bazahir haath hain
magar qalm katey huwe
pairun main rishtun ki zanjeer pehne
dil main shoq e parwaaz liye
dhundti rehti hai umr bhar
kabhi beti,
kabhi biwi,
kabhi maa ban kar
goud se le kar gour tak
dhunti rahi magar
na mila kahin bhi usko
apna maqaam!
apna ghar!
Comments
Post a Comment