Apne sine se lagaye huye ummid ki lash
Muddaton zist ko nashad kiya hai main ne
Tu ne to ek hi sadame se kiya tha do char
Dil ko har tarah se barbad kiya hai main ne
Jab bhi rahon may nazar aye hariri malabus
Sard ahon se tujhe yad kiya hai main ne
Aur ab jab ki meri ruh ki pahanai may
Ek sunasan si magmum ghata chai hai
Tu damakate hue ariz ki shuayen lekar
Gulshuda shammen jalane ko chali ai hai
Meri mahabub ye hangama e tajadid e wafa

Comments
Post a Comment